Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai – Jagjit Singh

Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai Lyrics – This very famous ghazal is sung by Jagjit Singh and the lyrics is penned by Gulzaar. This is from the album Marasim.

Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai - Jagjit Singh

Song Name – Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai
Album – Marasim
Singer – Jagjit Singh
Composer – Jagjit Singh
Lyricist – Gulzaar

शाम से आँख में नमी सी है – Lyrics in Hindi 

शाम से आँख में नमी सी है
आज फिर आप की कमी सी है

दफ़्न कर दो हमें कि साँस आए
नब्ज़ कुछ देर से थमी सी है

कौन पथरा गया है आँखों में
बर्फ़ पलकों पे क्यूँ जमी सी है

वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इस की भी आदमी सी है

आइए रास्ते अलग कर लें
ये ज़रूरत भी बाहमी सी है

Shaam Se Aankh Mein Nami Si Hai Lyrics

Sham se aankh mein nami si hai,
Aaj phir aap ki kami si hai.

Dafan kar do hamein ki sans aaye,
Nabz kuch der se thami si hai.

Waqt rahta nahi kahin thamkar,
Is ki aadat bhi aadmi si hai.

Koi rishta nahi raha phir bhi,
Ek taslim laazmi si hai.

Kaun pathra gaya hai aankhon mein,
Barf palkon pe kyun jami si hai.

Aaiye raste alag kar len,
Ye zarurat bhi bahami si hai. !!

 

YouTube video