Mili Hawaon Mein Udne Ki Saza Lyrics – This beautiful ghazal has been penned by Waseem Barelvi and sung by Lata Mangeshkar and Jagjit Singh. Music has been composed by Jagjit Singh.
Song: Mili Hawaon Mein Udne Ki Woh Saza
Singer: Lata Mangeshkar and Jagjit Singh
Music Director: Jagjit Singh
Lyricist: Wasim Barelvi
मिली हवाओं में उड़ने की वो सज़ा यारो
मिली हवाओं में उड़ने की वो सज़ा यारो
के मैं ज़मीन के रिश्तों से कट गया यारो
वो बेख़याल मुसाफ़िर मैं रास्ता यारो
कहाँ था बस में मेरे उस को रोकना यारो
मेरे क़लम पे ज़माने की गर्द ऐसी थी
के अपने बारे में कुछ भी न लिख सका यारो
तमाम शहर ही जिस की तलाश में गुम था
मैं उस के घर का पता किस से पूछता यारो
Mili Hawaon Mein Udne Ki Woh Saza
Mili hawaon mein udne ki wo saza yaaro
Ke main zameen ke rishton se kat gaya yaaro
Woh be-khayal musafir main raasta yaaro
Kahan tha bas mein mere usko rokna yaaro
Mere kalam pe zamane ki gard aisee thi
Ke apne baare mein kuch bhi na likh saka yaaro
Tamaam sheher hi jiski talaash mein gum tha
Main uske ghar ka pata kis’se poochta yaaro