Kaun Kehta Hai Mohabbat Ki Zuban Hoti Hai – Jagjit, Chitra

Kaun Kehta Hai Mohabbat Ki Zuban Lyrics – This is a beautiful ghazal by Jagjit and Chitra Singh. This ghazal has been penned by Sahir Hoshiarpuri.

शाहिर होशियारपुरी की खूबसूरत ग़ज़ल जिसे गाया है जगजीत सिंह और चित्रा सिंह ने.

Song :- Kaun Kehta Hai
Singer :- Jagjit Singh, Chitra Singh
Music Director :- Jagjit Singh
Lyricist :- Sahir Hoshiarpuri

कौन कहता है मोहब्बत की ज़बाँ होती है लिरिक्स 

कौन कहता है मोहब्बत की ज़बाँ होती है
ये हक़ीक़त तो निगाहों से बयाँ होती है

वो न आए तो सताती है ख़लिश सी दिल को
वो जो आए तो ख़लिश और जवाँ होती है

रूह को शाद करे दिल को जो पुर-नूर करे
हर नज़ारे में ये तनवीर कहाँ होती है

ज़ब्त सैलाब-ए-मोहब्बत को कहाँ तक रोके
दिल में जो बात हो आँखों से अयाँ होती है

ज़िंदगी एक सुलगती सी चिता है ‘साहिर’
शो’ला बनती है न ये बुझ के धुआँ होती है

Kaun Kehta Hai Mohabbat Ki Zuban Hoti Hai Lyrics (English Font)

Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hai
Ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai

Woh na aaye to satati hai khalish si dil ki
Woh na aaye to satati hai khalish si dil ki
Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hai
Ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hai

Rooh ko shaad kare dil ko jo purnoor kare
Dil ko jo purnoor purnoor purnoor
Har nazarein mein yeh tasveer kahan hoti hain
Ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hai

Zabt-e-saelaab-e-mohabbat ko kahan tak roke
Zabt-e-saelaab-e-mohabbat ko kahan tak roke
Dil mein jo baat ho aankho se ayaan hoti hain
Ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hai

Zindagi ek sulgati si chita hai sahir
Sulagti si chita, sulagti si chita
Sulagti si chita
Zindagi ek sulgati si chita hai sahir
Shola banti hain na yeh bujh ke dhuaan hoti hain
Ye haqiqat to nigahon se bayan hoti hai
Kaun kehta hai mohabbat ki zuban hoti hai

Stream this ghazal online on –

Watch the ghazal on Youtube – 

YouTube video