“Aise Hijr Ke Mausam Kab Aate Hain” is a beautiful ghazal that is penned by Shahryar. The ghazal has been sung by various artist over the time. Presenting here the versions of Chitra singh.
ऐसे हिज्र के मौसम अब कब आते हैं Lyrics in Hindi
ऐसे हिज्र के मौसम अब कब आते हैं
तेरे अलावा याद हमें सब आते हैं
जज़्ब करे क्यों रेत हमारे अश्कों को
तेरा दामन तर करने अब आते हैं
अब वो सफ़र की ताब नहीं बाक़ी वरना
हम को बुलावे दश्त से जब-तब आते हैं
जागती आँखों से भी देखो दुनिया को
ख़्वाबों का क्या है वो हर शब आते हैं
काग़ज़ की कश्ती में दरिया पार किया
देखो हम को क्या-क्या करतब आते हैं
Aise hijr ke mausam kab kab aate hain Lyrics
Aise hijr ke mausam kab kab aate hain
tere alaawa yaad hame sab aate haiN
jaagti aankhon se bhi dekho duniya ko
khwaaboN ka kya hai wo har shab aate haiN
ab wo safar ki baat nahin baaqi warna
hum ko bulaave dasth se jab tab aate haiN
kaaGaz ki kasthi meiN dariya paar kiya
dekho hum ko kya kya kartaB aate haiN