Ta Chuma Lyrics – Tulsi Kumar and Jubin

Ta Chuma Lyrics – Tulsi Kumar & Jubin Nautiyal: Presenting this Garhwali folk song sung by Tulsi Kumar & Jubin Nautiya. The music is given by Aditya Dev while the Hindi lyrics are written by Kunaal Vermaa.

Song: Ta Chuma
Singers – Tulsi Kumar, Jubin Nautiyal
Musicians – Aditya Dev
Lyricists – Kunaal Vermaa
Original Music/Lyrics – Narendra Singh Negi

Ta Chuma Lyrics

Aayi re aayi shagun ki raat
Ta chum, ta chuma chuma
Karan piya mann ki baat
Ta chum, ta chuma chuma

Aayi re aayi shagun ki raat
Karan piya mann ki baat
Aaj kare
Aaj kare gori gumaan
Kaahe chori chhupe
Aaj kare gori gumaan

Ta chum, ta chuma chuma dhin taro
Ta chum, ta chuma chuma dhin taro
Aaj chadha jaaye haye rang tharo
Ta chum, ta chuma chuma dhin taro

Dhun chadhi hai bawariya pe
Sawariya ke deed ki
Chham se paijaniya thirkaye
Dhun mein magan baawri

Chaukhat pe aaye pehli baar
Chaukhat pe aaye pehli baar jo piya
Dekh ke dhadka sa jaaye zor se jiya
Haan chaukhat pe aaye pehli baar jo piya
Dekh ke dhadka sa jaaye zor se jiya

Ta chum, ta chuma chuma dhin taro x (4)

Aaj chadha jaaye haye rang tharo
Ta chum, ta chuma chuma dhin taro

Jhagule chhaware chhan manand
Ramjam ka theeg jaand x (2)

Keh gawa ki
Keh gawa ki hoyi sawand
Badi vali di khing
Keh gawa ki hoyi sawand

Ta chum, ta chuma chuma dhin taro
Ta chum, ta chuma chuma dhin taro
Aaj chadha jaaye haye rang tharo
Ta chum, ta chuma chuma dhin taro

Ta chuma!

YouTube video