Is Pal Main Hoon Lyrics – Aaja Nachle

Is Pal Main Hoon Lyrics: The song is taken from the movie Aaja Nachle and Salim Sulaiman has composed the music. Sonu Nigam and Shreya Ghoshal has sung the song while the lyrics for Is Pal Main Hoon has been penned by Piyush Mishra.

Is Pal Main Hoon Lyrics - Aaja Nachle | Piyush Mishra | Sonu Nigam, Shreya Ghoshal

Is Pal Main Hoon Lyrics in Hindi 

इस पल मैं हूँ, या तुम भी हो
या दोनों हो के भी ना हैं
क्यूँ हो क्या हो
हो भी कि ना हो
या कहना सुनना मना है
इस पल मैं हूँ…

तुम्हें देख के याद आई
वही बिसरी कहानी
दीवाने का किस्सा
या फिर इक दीवानी
दोनों संग-संग रहते हर दम
ऐसा ये मैंने सुना है
इस पल मैं हूँ…

इश्क़ हुआ
तुम बता दो याद कोई
क्या पुरानी ले के आऊँ
या निशानी देती जाऊँ
या कहानी ले के जाऊँ
या कि मन को छोड़ दूँ जाये
ये जाता, जाता जहाँ है
इस पल मैं हूँ…

Is Pal Main Hoon Lyrics in English

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Aa aaa aaaa

Da da daa

Pa dha ni sa re gaaa aa a
Dha ni dha
Pa daa pa
Ma pa ma
Ga ma ga re

Da na da na da naa

Tumhein dekhke yaad aai
Wohi bishri kahani
Deewane ka kissa
Ya phir ek deewani

Dono sang sang rehte har dum
Esha yeh mene suna hai

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Ishq hua

Tum bata do yaad koi
Kya purani leke aau
Ya nishani deti jau
Ya kahani leke jau
Ya ki maan chod do jaye
Yeh jata ,jata jahan hai

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain

Is pal mein hoon ya tum bhi ho
Ya dono hoke bhi na hain
Kyun ho kya ho
Ho bhi ki na ho
Ya kehna sunna mana hain.

Is Pal Main Hoon Lyrics Song Details and Video

Singers: Sonu Nigam, Shreya Ghoshal
Movie: Aaja Nachle
Music: Salim-Sulaiman
Lyrics: Piyush Mishra

YouTube video

Aaja Nachle Other Songs 

Latest Songs!

Most Loved!