वो बन संवर के चले हैं घर से – पंकज उधास

Wo Ban Sanwar Kar Chale Hain Ghar Se Lyrics is from Pankaj Udhas album Muskan. The song has been sung and composed by Pankaj Udhas while the lyrics is by Zafar Gorakhpuri.


Title: वो बन संवर के चले हैं घर से – Wo ban sa.nvar ke chale hai.n ghar se
Album : Muskaan
Music Director: Pankaj Udhaas
Lyricist: Zafar Gorakhpuri
Singer: Pankaj Udhaas

Wo Ban Sanwar Ke Chale Hain Ghar Se Lyrics in Hindi

वो बन संवर के चले हैं घर से
हैं खोए खोए से बेख़बर से
दुपट्टा ढलका हुआ है सर से
ख़ुदा बचाए बुरी नज़र से

कभी जवानी की बेखुदी में
जो घर से बाहर कदम निकालो
सुनहरे गालों पे मेरी मानो
तुम एक काला सा तिल सजा लो
बदन का सोना चुरा ले सारा
कोई नज़र उठ के कब किधर से
ख़ुदा बचाए बुरी नज़र से

ये नर्म-ओ-नाज़ुक हसीन से लब
के जैसे दो फूल हों कंवल के
ये गोरे मुखड़े पे लाल रंगत
के जैसे होली का रंग छलके
सम्भालो इन लम्बी चोटियों को
लिपट न जाएँ कहीं कमर से
ख़ुदा बचाए बुरी नज़र से

ये शहर पत्थरों का शहर ठहरा
कहाँ मिलेगी यहाँ मोहब्बत
ये शीशे जैसा बदन तुम्हारा
मेरी दुआ है रहे सलामत
तुम्हारे सपनों की नन्हीं कलियाँ
बची रहें धूप के असर से
ख़ुदा बचाए बुरी नज़र से

Wo Ban Sanwar Ke Chale Hain Ghar Se Lyrics

Wo ban sanwar ke chale hain ghar se
hain khoye khoye se bekhar se
dupatta dhalka hua hai sar se
khuda bachaaye buri nazar se

kabhi jawaani ki bekhudi mein
jo ghar se baahar kadam nikaalo
gore mukhre pe meri maano
tum ek kaala sa til saza lo
khuda bachaaye buri nazar se

ye narm-o-nazuk haseen se lab
ke jaise do phool ho kanwal ke
ye gore mukhde pe laal rangat
ke jaise holi ka rang chhalke
sambhaalo in lambi chotiyon ko
lipat na jaaye kahin kamar se
khuda bachaye buri nazar se

ye shahar patthar ka shaahr thahra
kahan milegi yahan mohabbat
ye sheeshe jaisa badan tumhara
meri dua hai rahe salaamat
tumhare sapnon ki nanhi kaliyaan
bachi rahe dhoop ke asar se
khudaa bachaaye buri nazar se

YouTube video