Jo Na Kaha Maine Lyrics – Aamir Shaikh, Robica Chauduri

Presenting the new song Jo Na Kaha Maine Song Lyrics from Zee Music new album.The song is sung by Aamir Shaikh and Robica Chaudhuuri..

Song – Jo Na Kaha Maine
Singers – Aamir Shaikh & Robica Chaudhuri
Music – Naash94
Lyrics – Nikhat Khan & Prashant Kumar
Arranger/Programmer – Naash94

Jo Na Kaha Maine Song Lyrics

Haabra phir bhi Barish thi laapata
Veeraniyo se tha mera raabta
Sargosiyo mein kahti thi ye fizaa
Ki ho chuki hai mukkadar khusiyan

Teri maujudgi mein bhi tu hai kahan
Tujhe chahun magar dhundun chahat ki wajah
Aankhon mein meri bas tu hai basa
Mera har raasta tujhpar hair tha

Jo na kaha maine wo nazre keh rahi
Tere mere lamhe adhuri daastaan
Ye daastaan jo puri ho rahi
Najdeekiyan betaab hai
Oh humnawa..
Oh humnawa..

jab bhi raha sare aaina mera aaks bhi mujhse puchta
Gungeenazi teri duniya ko kaise kisi ne aapna liya

Raaton ki jugnuo jaisi main waisa tu
Samjho tum ye iraade jo hai ishq ne nawaje
Jazbaaton ki batein kaisi yeh mulakatein

Jo na kaha maine wo nazre keh rahi
Tere mere lamhe adhuri daastaan
Ye daastaan jo puri ho rahi
Najdeekiyan betaab hai

Oh humnawa….

YouTube video

Latest Songs!

Most Loved!