Samundar Lyrics – Babbu Maan

Samundar Lyrics – Babbu Maan’s Samundar Lyrics from Hindi Songs (2018) sung by Babbu Maan. Babbu Maan composed this song, which he also wrote the lyrics for.

Song – Samundar
Singer | Lyrics | Music – Babbu Maan
Video : Sukh Sanghera
Label – Swag Music

Samundar Lyrics

Tu To Kehta Hai Ke Main Ret Ki Tara Bikhar Gaya

Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya

Utar Gaya

Wo Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha
Wo Udata Raha Aur Main Bhi Udta Raha
Kaat Di Dor Bereham Ne Ke Jabh Main Shikar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya

Tum Ruko Aaya Jeh Keh Ke Nikla Tha Woh
Tum Ruko Aaya Jeh Keh Ke Nikla Tha Woh
Main Usi Wakht Usi Mod Par Sanam Thehar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya

Baadh Dangon Ke Uthata Tha Woh Laashon Ko

Woh Bechara Kal Raat Dange Mein Mar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya

Maan Ne Ju Hi Ucchaala Tha Khatt Hawaon Mein

Na Jane Kaise Bereham Teri Chatt Pe Gir Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya
Uska Kya Huya Jo Samundar Mein Utar Gaya

Loved the Samundar Lyrics by Babbu Maan? Watch the video – 

YouTube video