Aayi Diwali Aayi Lyrics – Enjoy this Diwali song Aayi Diwali Aayi from the movie Khazanchi. The song is sung by Aasha Bhonsle and music is composed by Ghulam Haider.
Aayi Diwali Aayi Lyrics
आई दिवाली आई, कैसे उजाले लायी
घर-घर खुशियों के दीप जले
सूरज को शरमाये ये, चरागों की क़तारें
रोज़ रोज़ कब आती हैं, उजाले की ये बहारें
आरी सखी. आरी सखीआज रात सखी बालम से
दिल जीते या दिल हारे
आई दिवाली आई…
रह-रह के फूटी फुलझड़ियाँ, लागे मेले रंगों के
कदम-कदम पे तीर चले हैं, जागे भाग पतंगों के
आरी सखी, आरी सखीआज रात को खुल के खेलें
हम भी खेल उमंगों के
आई दिवाली आई…
Aayi Diwali Aayi Lyrics in English
Aayi diwali aayi
Kaise ujale laayi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Aayi diwali aayi
Kaise ujale layi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Suraj ko sharmaye
Ye charaagon ki qatarein
Charago ki qatarein
Ye charagon ki qatarein
Roz roz kab aati hain
Ujale ki ye baharein
Ujale ki baharein
Ye ujale ki baharein
Aari sakhi
Aari sakhi
Aaj raat sakhi balam se
Dil jeete ya dil hare
Aayi diwali aayi
Kaise ujale layi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Aayi diwali aayi
Kaise ujale layi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Reh rehke phooti phuljhadiyaan
Laage mele rangon ke
Laage mele rangon ke
Jee laage mele rangon ke
Kadam kadam pe teer chalein hain
Jaage bhaag patangon ke
Haan jaage bhaag patangon ke,
Haan jaage bhaag patangon ke
Aari sakhi
Aari sakhi
Aaj raat ko khulke khelein
Hum bhi khele umangon ke
Aayi diwali aayi
Kaise ujale layi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Aayi diwali aayi
Kaise ujale layi
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Ghar ghar khushiyon ke deep jale
Aayi Diwali Aayi Lyrics Song Details and Video
Song: Aai Diwali Aai Kesi Khusali Aai
Film: Khazanchi
Year: 1941
Director: Moti B. Gidwani
Music: Ghulam Haider
Producer: Pancholi Production
Starring: S. D. Narang, Manorama, Pran, Jankidas Mehra